Tuesday, February 06, 2007

haqeeqat kuch bhi nahi

khwahishe kitni bani ,bigdhi par haqueeqat kuch bhi nahi
isleye roye bhi kyon kahan nahi haqeeqat kuch bhi nahi

sabh bankar fanna hua, ehsas kuch bhi nahi
lekin fir bhi nahi roye hum , kaha na haqueeqat kuch bhi to nahi

girti hui makano ke deevaro ke andher - toote nahi hum
lekin fir bhi hasi aai , kyunki sachmuch haqueqat kuch bhi to nahi
............................................ 2006