Friday, June 10, 2011

Barish


जब  वोह बरसी ऐसे बरसे  - दिल के थे अरमान  जो तरसे 
एक  एक  के पिघले सभ ही  - तन पे बरसे मन पे बरसे 

तिन  तिन पानी  ज़र ज़र बादल  - ज़ोर ज़ोर से ऐसे गरजे 
बरसे गरजे  गरजे बरसे  - निकले बोलो अभ हम कैसे घर से 

रात है  भीगी  दिन भी गीला  - पानी का  तो रूप  ही  नीला 
बिन  रंगों  के रंग  दी  सभ  को  - रही  बरसती  दंग  दी  सभ  को 


Jab who barse ase barse, dil ke the arman jo tarse
Eek eek ke pigle sab hi ,Tan pe barsi man pe barsi
Tin tin boondhe zar zar badal , Zor zor se ase garje
Barse jarge , jarge barse ,Nikle bolo ab kese gharse
Raat hai beegi din bhi Geela , Pani ka to roop he neela
Bin rango ke rang di sabko ,Rahi barasti dang de sabko

Saturday, June 04, 2011

Sislai hui se raat – kali aur kali hue jati hai

Sislai hui se raat – kali aur kali hue jati hai

Bahar boondhe apne nashe main jhoom rahi hai

Sagar ki lehro ne azab sa chor macha rakh hai

Kinare pe khadhi hui kashti sham se thapedhe kha rahi hai

Itne shor main bhi - Main apne kamre main badh - kitni khamoshi aur akelapan mehsoos karti hoon